Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile
Ankit Kumar Prajapati

@ankitku27958672

ID: 875955382857945088

calendar_today17-06-2017 05:56:52

96 Tweet

223 Followers

295 Following

Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile Photo

#upp2800gp #removeborderskeem #Yogi g aapki apni police ki bhi suno. Khaki ka iqbaal buland kaise hoga sir. Suno suno up police ki bhi suno......

Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile Photo

#upp2800gp #removeborderskeem #yogi g 1200 mai room kaha milta hai. 1500 mai 30 din tk kiska pet bhar skta hai. 3000 mai 5 vardi kaise bn skti hai. Police ka kaam aur police ki jaan itni sasti kyu. Suno suno #yogi g suno....

Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile Photo

#upp2800gp #removeborderskim Homeguard 8 ghante ki duty ke baad ghar pr poora kaam Teacher 6ghante ke baad poora business. Sb tyohaar sb chhutti Aur upp na chhutti na tyohar na koi celebration. Aakhir hm bhi insaan hai hm se bhi log jude hai.. #cmyogi g suno suno

NDTV India (@ndtvindia) 's Twitter Profile Photo

पुलिस अफसरों के सत्ताधारी दलों के साथ गठजोड़ पर #SupremeCourt) ने चिंता जताई ndtv.in/india-news/sup…

Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile Photo

Jo bhi government police ke liye kuchh nahi karegi uska doobna nishchit hai. Example aap ex-gov ko dekh skte hai. Kyunki police government ko safal bnane ke liye hamesha taiyaar rahti hai. Lekin sarkar Police ko hi bhool jati hai.... Kabhi to apna time aayega....

Ankit Kumar Prajapati (@ankitku27958672) 's Twitter Profile Photo

Mere desh jaisa duniya mai koi dusra desh nahi kyunki jb ek hindu ke yaha bachcha janm leta hai to sabse phle muslim hi ghar pr band bajane aate hai wo hi btatate hai sabhi ko ki khushi ka mahol hai ... Jai Hind. Jai Bharat . I love my country