Shab_e_Hijr (@shab_aai_hijr) 's Twitter Profile
Shab_e_Hijr

@shab_aai_hijr

“kuch gham zindagi be-hisaab deti hai 💔🥀”.
Poetry Page ❣️.

ID: 1536946554464247808

linkhttps://instagram.com/shab_aai_hijr?igshid=YmMyMTA2M2Y= calendar_today15-06-2022 05:41:57

462 Tweet

3,3K Followers

0 Following

Shab_e_Hijr (@shab_aai_hijr) 's Twitter Profile Photo

“Gham mila to roo na sake, khushi mile tou muskarana sake, Meri zindagi bhi kya zindagi hai, jise chaaha ues say paa na sake.”

Shab_e_Hijr (@shab_aai_hijr) 's Twitter Profile Photo

When Vincent Van Gogh said: i thought I would be understood without words. Jaun Elia said; “Yaani yeh khamoshi bhi kisi kaam ki nahi, Yaani main bayaan karke batao ki udaas hoon.”

Dard_e_Dil🕊 (@dard_aai_dil) 's Twitter Profile Photo

Kisi qabristan ke bahr likha tha:- “manzil toh teri yahi thi bas, zindagi guzar gayi aate aate, kya mila tujhe is duniya se, apnon ne hi dafna diya tujhe jaate jaate”.

Dard_e_Dil🕊 (@dard_aai_dil) 's Twitter Profile Photo

“Nazar chahti hai de-daar karna, Dil chahta hai pyaar karna, Kya bataoon is Dil ka aalam, Naseeb me likha hai intezar karna”.