Manmohan Singh and other congress leaders ko pta tha ki India ka asli dushman pakistan ya china nhi America hai
Or ab ye sach sabit ho gya hai
Bas ab moka hai america ko ek accha sa jawab dene ka
BRICS ko or strong krne ka
I didn't support any baba
Par jo bhi premanand ji ne kaha wo sahi kaha
Or jo ldkiya unko oppose kr rhi hai to kya wo apni maa ke 6-7 chakkar accept kar skti hai ??
trump ko pta hai as per us laws wo third time president nhi ban skta
to is tenure me kuch bhi kr skta hai
use votebank ka dar nhi hai ab
whi idhr hmare india me thoda sa change kr do to votebank chala jata hai isliye indian govt kuch nhi kr rhi kyuki seedha trade war hi hoga fir