ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile
ANUSHKA SINGH

@anushka_1702

primitive | rudra bhi aur bhole bhi 🪈🔱

ID: 1259107910849716224

linkhttp://ngl.link/anushka12891 calendar_today09-05-2020 13:08:27

20,20K Tweet

3,3K Takipçi

454 Takip Edilen

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Thank you so much Preeto🦚, Saniyaaa 🫴🏼 and Lord for your selfless help and kindness. Truly grateful for everything you all did, your support means a lot to me! 🥹🫵✨❤️🧿

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Talk 29: When I landed I found the finance capital same as the national capital. Jyada farak nahi hai distance aur bhasha k alawa 😂

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Subah subah metro mein 2 auntiyo k beech mein jo marathi mein gaali galoch ladai huyi oho maja agya, very civic people! 😂

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Free iphone 16 pros for Delhi MLAs? Bhai saaf paani? education? road k gadhe? hospitals facilities? yeh sabki jagah humare tax se selfie lenge kya? 🥲

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Mumbai ki metro mein AC kaam nahi krta bheed toh delhi ki metro mein bhi hoti hai office hours mein lekin AC marta toh nahi 🙂

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

GPay PhonePe boycott krne se acha hai KFC aur Mc Donald's ko boycott kro. Desh se nahi ladna desh k liye ladna hai!! #BoycottGPayAndPhonePe #tarriffwar

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Talk 31: No one is going to come to save you no matter if it's your parents, friends or love. It's always you who have to fight to survive, never ever depend on anyone!!

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Talk 32: Bhot hi jyada mixed feelings hai, kabhi lagta hai sab sorted hai, kabhi bhot confusing, kab bura lagta hai, kabhi acha, bhais ki aankh mood swing bhi nahi hai yeh toh anyways aaj ka din bss sone mein nikal diya ab kal skincare krungi mast 😎🤏🏻💆🏻‍♀️

ANUSHKA SINGH (@anushka_1702) 's Twitter Profile Photo

Mere saare mutual achanak se zindagi ka gyan aur ashiq ban gye hai, yeh wahi log hai jo bina bakaiti k shant nahi baith te the, maine toh bss sheher badla hai lekin inhone toh atma hi badal li 🙂